Friday, 6 September 2013

Jumah ka Din, Ibadat ka Din, Eid ka Din. Qayamat ka Din.

Jumah ka Din, Ibadat ka Din, Eid ka Din. Qayamat ka Din.



Jumeh ke din ki Hadees, Jumeh ke din ki Ahmiyat.

Hamare Nabi Muhammad Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: Suraj ke Tulu wa guroob hone wale dino me, kkoyi bhi Din Jumeh ke din se afzal nahi, Yani Jumeh ka Din tamaam dino se afzal hai.  Insaan wa Jinnat ke alawa ramaam jaandaar Jumeh ke din se ghabrate hai, (Ke kahi Qayamat Qayem na ho jaye)

HADEES: IBNE HABBAAN



No comments:

Post a Comment