JUMAH KE DIN KI HADEES URDU LANGUAGE ME.
Hamare Nabi Muhammad Sallallahu alaihi wasallam ne ek Jumeh ke din irshaad farmaya:
"Musalmano Allah ne is din ko tumhare liye Eid ka din banaya hai, Lihaza is din guzul kiya karo, Jumeh ke din ka gusul gunahon ko balon ke Jadon tak se nikaal deta hai".
HADEES: MAJMA UZ ZAWAID.